Channel Listing =============== Version 1.2.0 Akhri mein anoovad kiya gaya Jayu (atikrur at yahoo.com) se tarikh 2005-08-25 Akhri mein likhwaya gaya Documentation Team (docs at dal.net) se tarikh 2017-11-06 Asal mein likhwaya gaya Help WebTeam (help-www at dal.net) se tarikh 2000-06-01 Prakashit (C) 2000-2017DALnet Irc Network ki taraf se Agar apka is document ke bare mein koi suzav ya koi mat Hoto apne suzav hame is email par bheje (sirf ! Koi madat ki Binti nahi!) docs@dal.net. Agar apke koi aise cheeze pe jankari chahiye jo is document mein likhwayi nahi gai hai To kripaya Jankari is website pe dekhiye http://help.dal.net. Channel Khojna -------------- Aab aap jab aap IRC per aah sakate hai, tab uske bad kaha ajyege? IRC per koi bhi channel ko khojne ke liye ashan raasta "/list" command hai. DALnet per hazaro channels khoj ne ke liye aur khas taur per koi apne interest wali channel ko khoj ne ke liye yah puri tarah samarth hai. Syntax yeah raha /list <*subject*> Kaha jaye to agar aapko horses ke bare mein channel khoj na hai to; type karna hoga: /list *horse* Tab aapko "horse" naam jismein ata ho aisi channels ki suchi di jayegi (Example ke taur per, #Horselovers, #ILoveHorses, aur iss tarah ki channels). Agar aap apni khud ki channel register karna chahate hai, to ChanServ ke page per jaye http://docs.dal.net/docs/chanserv.html. "/list" command ke bare mein adhik jankari aur madad ke liye, app http://docs.dal.net/docs/misc.html#2 padh sakte hai. Suchi ----- 1 * Recommended Madad Channels 2 * National Channels 3 * geming chainal 4 * vebachait ke maadhyam se kanekt karana DALnet 5 * Salah 1 * Recommended Madad Channels ------------------------------ DALnet ki vividh officially recommended madad channels ki suchi niche di gai hai aur sath mein wah kis vishay mein madad karti hai wah bhi bataya gaya hai. #amIRC *Amiga Client* #Aide *French mein madad channel* #DALnetAyuda *Spanish mein madad channel* #DALnetHelp *Services aur IRC ke bare mein English madad channel* #DALnetYardim *Turky mein madad channel* #ArabHelp *Arab mein madad channel* #HelpDesk *Bot/Script ke bare mein madad channel* #IRCHelp *IRC ke bare mein sahay* #ItaliaHelp *Italian mein madad channel* #Hjelp *Scandinavian mein madad channel* #Help *IRC-per-Naye ke liye madad channel* #Macintosh *Mac ki madad channel* #NoHack *Virus/Trojan ke nikal ne ke liye madad channel* #OperHelp *IRC Operator ki sahay ke liye channel* #NixHelp *Unix aur Linux sanchalit machine per madad* #DALnetUrdu *Urdu mein madad channel* #HTML *HTML madad channel * #JmIRChelp *jmIrc cient madad channel* 2 * National Channels --------------------- English ke alava dusari bhasha ki channels. Krupiya, nondha le ki yaha sirf mulbhoot channels ki suchi di gayi hai, aur iss ke alava hazaro aur bhi "alag-alag bhashao" ki channels DALnet per uplabdha hai. Niche channels ki suchi di gayi haim jis ke sath waha per kaun si bhasha ka istmal hota hai yeah bhi likha gaya hai. #brasil *Portuguese* #finland *Finnish* #iceland *Icelandic* #india *Indian* #israel *Hebrew* #italia *Italian* #malaysia *Mandarin, Cantonese, Malay* #Indonesia *Indonesian* #manila *Tagalog, English* #france and #quebec *French* #norway *Norwegian* #mexico and #spain *Spanish* #pakistan *Pakistani* #poland *Polish* #russia *Russian* #sweden *Swedish* #arab *Arabic* 3 * geming chainal ------------------ nimnalikhit vibhinn geming chainalon kee soochee hai. #Uno * yooeno khelen! kaard onalain * #Trivialand * bahu suvidhaon ke saath triviya * 4 * vebachait ke maadhyam se kanekt karana DALnet ------------------------------------------------- aap * kiwi waibchliaint * aur / ya DALnet waibchliaint dvaara DALnet se kanekt kar sakate hain. " By Kiwi: " http://m.dal.net/#chhannail-namai aap uparyukt soochee se kisee bhee chainal ke saath * chainal-naam * kee jagah le sakate hain udaaharan ke lie: http://m.dal.net/#help " aap hamaare DALnet webchat se jud sakate hain " https://www.dal.net/webchat/ any mobail graahakon ke lie krpaya adhik jaanakaaree ke lie http://docs.dal.net/docs/newbie.html#1 par jaen. 5 * Salah --------- Niche diya gaye URL aapke liye faydemand aur dilchasp saabit ho sakte hain. 1) http://help.dal.net/HelpCommittee/ - Recommended madad channel ke bare mein margdarshan aur application ke liye. 2) http://docs.dal.net/docs/chandev.html - Channel ke Vikas aur Security ke bare mein margdarshan ke liye. ---------------------------------------------------------------------- IRC: /server irc.dal.net 7000 (also port 6667) The Web: http://www.dal.net/ DALnet Help: http://help.dal.net/ IRC FTP: ftp://ftp.dal.net/ Network! Email: help at dal.net (help), docs at dal.net (help documents), suggest at dal.net (suggestions and comments)