1 · Recommended Madad Channels
DALnet ki vividh officially recommended madad channels ki suchi niche di gai hai aur sath mein wah kis vishay mein madad karti hai wah bhi bataya gaya hai.
- #amIRC
-
Amiga Client
- #Aide
-
French mein madad channel
- #DALnetAyuda
-
Spanish mein madad channel
- #DALnetHelp
-
Services aur IRC ke bare mein English madad channel
- #DALnetYardim
-
Turky mein madad channel
- #ArabHelp
-
Arab mein madad channel
- #HelpDesk
-
Bot/Script ke bare mein madad channel
- #IRCHelp
-
IRC ke bare mein sahay
- #ItaliaHelp
-
Italian mein madad channel
- #Hjelp
-
Scandinavian mein madad channel
- #Help
-
IRC-per-Naye ke liye madad channel
- #Macintosh
-
Mac ki madad channel
- #NoHack
-
Virus/Trojan ke nikal ne ke liye madad channel
- #OperHelp
-
IRC Operator ki sahay ke liye channel
- #NixHelp
-
Unix aur Linux sanchalit machine per madad
- #DALnetUrdu
-
Urdu mein madad channel
- #HTML
-
HTML madad channel
- #JmIRChelp
-
jmIrc cient madad channel
2 · National Channels
English ke alava dusari bhasha ki channels. Krupiya, nondha le ki yaha sirf mulbhoot channels ki suchi di gayi hai, aur iss ke alava hazaro aur bhi "alag-alag bhashao" ki channels DALnet per uplabdha hai. Niche channels ki suchi di gayi haim jis ke sath waha per kaun si bhasha ka istmal hota hai yeah bhi likha gaya hai.
- #brasil
-
Portuguese
- #finland
-
Finnish
- #iceland
-
Icelandic
- #india
-
Indian
- #israel
-
Hebrew
- #italia
-
Italian
- #malaysia
-
Mandarin, Cantonese, Malay
- #Indonesia
-
Indonesian
- #manila
-
Tagalog, English
- #france and #quebec
-
French
- #norway
-
Norwegian
- #mexico and #spain
-
Spanish
- #pakistan
-
Pakistani
- #poland
-
Polish
- #russia
-
Russian
- #sweden
-
Swedish
- #arab
-
Arabic
3 · geming chainal
nimnalikhit vibhinn geming chainalon kee soochee hai.
- #Uno
-
yooeno khelen! kaard onalain
- #Trivialand
-
bahu suvidhaon ke saath triviya
4 · vebachait ke maadhyam se kanekt karana DALnet
aap * kiwi waibchliaint * aur / ya DALnet waibchliaint dvaara DALnet se kanekt kar sakate hain.
By Kiwi: http://m.dal.net/#chhannail-namai
aap uparyukt soochee se kisee bhee chainal ke saath * chainal-naam * kee jagah le sakate hain
udaaharan ke lie: http://m.dal.net/#help
aap hamaare DALnet webchat se jud sakate hain
any mobail graahakon ke lie krpaya adhik jaanakaaree ke lie http://docs.dal.net/docs/newbie.html#1 par jaen.
5 · Salah
Niche diya gaye URL aapke liye faydemand aur dilchasp saabit ho sakte hain.
1) http://help.dal.net/HelpCommittee - Recommended madad channel ke bare mein margdarshan aur application ke liye.
2) http://docs.dal.net/docs/chandev.html - Channel ke Vikas aur Security ke bare mein margdarshan ke liye.
Agar apka is document ke bare mein koi suzav ya koi mat Hoto apne suzav hame is email par bheje (sirf ! Koi madat ki Binti nahi!) docs@dal.net. Agar apke koi aise cheeze pe jankari chahiye jo is document mein likhwayi nahi gai hai To kripaya Jankari is website pe dekhiye http://help.dal.net.