DALnet ka Manzor`shuda Tarz`e`amal v1.1 Aakhri Tarmeem huie Feb 3rd, 2003 His`sa 1 I. Taa`urf II. Haqoq or Zummy`dariyan III. Nafiz His`sa 2 Konsa Amal iss Tarz`e`amal ko Bigarta hay Deegar Malomaat His`sa 1 I. Taa`urf Yeh Manzor`shuda Tarz`e`amal computers or servers ka istemal iss DALnet Internet Relay Chat Network per, iska chat forums, web pages, or e-mail services, lekin yeh sab shamil hay mehdod nahi. In zaraey ko istemal karny walo ko yeh dastawizat ko samajhna or parhna lazmi hay. yeh dastawizat DALnet ko istemal karny walo, computing hardware or networks, or system administrators ko mehfoz rakhty hain. DALnet IRC network sey nata aik ikhtiyar hay, haq nahi. DALnet nay yeh haqoq rasahi ko namanzor karna apny network say baghair pehlay khabardar kiyeh or baghair koi wajah diyeh kisi meharbani mein rehty huwy. Jahan kahin wajah di gaie hay, too yeh di gaie hay DALnet k imtiaz per. DALnet aik aietdal pasand makaam bana hay yeh mumkin huwa service providers or raza kar ki imdad say. DALnet say nata chorny k bad yeh kabool karain k aap mehmaan ho aik zati nizaam per. Aap k akhitiyarat ko mansookh kia ja sakta kisi bhi waqt or kisi bhi waja say. Iskay ilawa aap ko kabool karna hay keh DALnet say data ko barqrar rakhny k liyeh aap k paas koi haq nahi jo aap istemal kar chukay ho. DALnet nigrani nahi karta mawad ko mosol karna iski services k zariyeh or aisi wesi koi cheez, durusti ki koi zamanat nahi, raast bazi yah aisey mawad ki khasosiyat. Aap samajh jaogay issey DALnet ko istemal karny say, Aap ko tasawur kis jasakta hay os mawad k liyeh jo k nafrat angaiz ho, bey sharam yah na kabil`e`kabol. Koi zere ahtemam nahi k DALnet zummy dar ho kisi sorat mein os mawad k liyeh, yehbhi shamil hay, lekin mehdod nahi, kisi bhool chok yah ghalti, yah phiri kisi nuksaan yah zummay dari kabol karny ka khasara jo kisi mawad ko post kia ho, email kia ho, bheja gia ho yah dosry aisy zaraey ko istemal kia ho jis`sey DALnet ney karamad banaya ho. DALnet iss AUP ko muqar`ra waqt or services ki halaat per kisi bhi waqt tabdeel karny ka haq apny pass rakhta hay kisi muqar`ra waqt k lieyh baghair bataey. Bahar`hal, yeh notice dalnet@dal.net ko bheja jata hay kamsy kam 10 din pehlay agar koi tabdeeli mumkin ho to. Notice khiyal behja jat hay jab bheja jata hay. The DALnet AUP ki tousih k lieyh zery ghor rehti hay. Ham apny logo or apny apny uhda`daro k khiyalat per ghor karty hain. Ham waqt k sath sath in dastawizat main tabdeeli karty rahaingy. Aap AUP k zer`e`asar mahtehat hain jab aap DALnet ki services ko istemal karty ho, or AUP ki har aik islah jo k ba`asar ban sakti hay bad mein anay walo k liyeh. DALnet AUP k iss tarjamy ko pehlay tarjamo per tajeh hasil hay. AUP ki yeh takhlik, banawat, or kar`kardgi k ma`einy california k qanon say mutabqat rakhti hay. Agar AUP ki farahmi bey parwaie yah osper amal`daramad na ho too, AUP ka pas`e`mainda iskay baad bhi pori taqat or asar`andaz say baqi rahy ga. Agar AUP ki farahmi bey parwaie yah osper amal`daramad na ho kisi makhsos shar`rah k saath to, AUP ka pas`e`mainda iskay baad bhi pori taqat or asar`andaz say baqi rahy ga baki tumam shar`rah mein. II. Haqoq or Zummy`dariyan yeh network rasahi dey sakta hay kisi mukami zar`aey ko jesa ka yeh kabliyat rakhta hay dosray logo say rabta karny ki. kuch khuli rasahi aik ikhtiyar or taqazy jo zati logo k amal ki zum`my dari hoti hay. Logo ko dosray logo k haqoq ka khiyal karna chahiyeh, nizam or maadi zar`aey, or tumam zabton, or tumam ahsanat ki izzat karni chaiyeh. jesa ka electronic ki malomat tezi say or asani say peda ho rahi hay too logo iski illam ki mashq karni chahiyeh or dosro k kaam ki izzat karna lazmi hota hay. DALnet khuly aam paish kadmi karyga kisi agency k manzorshuda qanon jinhain woh lazim karny ki koshish karny walo k saath. DALnet ko istemal karty huwy, aap razi hon DALnet ki masomiyat k sath, yeh zar`aey diyeh gay hain, officers, operators, administrators, or dosry agents kahin say or tumam mutalmat, keemto, akhrajat, nigehdash, amal ki wajah, qanoni fees, mukadmat or court ki keemtain, kisi hamiyat ka DALnet ka kisi sorat mein istemal karny, chahy bara`ehrast yah ba wasta yah kisi ammal yah bhol chok ka nateeja hota hay. Aap hi aik wahid zummy dar ho ilam k liyeh or kisi bhi istaklal or tumam qanon k liyeh, khas qanon, quwaid or zabty nisbat rakhti hay (1) aap ka DALnet ki kisi service istemal, (2) rabty ka ka matlab jissey aap mutahid hoty ho, zati computer yah dosri device DALnet services say naty k liyeh yah kisi mahiyah ki gaie service k zariyeh or DALnet say connect hona, or (3) muqami DALnet server jissay aap zahri connect hoty ho yah hawala jat din k pegham ka (/motd). Tumharay haqoq yeh bhejny k liyah kabol nahi hay, muqarar, hissay dar, becha huwa, yah khudsey kisi or ko istemal karwana. DALnet k pass haq hay tumamt data ko khatam karny ka, yah dosri malomat jo kisi bhi DALnet officer k zariyeh jamah ki gaie ho yah aap ka urfinaam yah kamry ka indraj jo khud apsey ho yah DALnet say ho. koi gzamanat nahi jo malomat DALnet main banie hon, services yah ashiyah jo isi k zariyeh de hon, nata mein, yah aap k apny computer systems mein khudsey ho, yah DALnet mein chalay ja raha ho yah dosri koi services jo DALnet nay de ho. DALnet main koi bhi dawa or zamant ko mustarid kar sakta hay, baghair kisi hadod k shamil hay (i) mojodgi koi bhi kisi kisam ki zamanta nahi, durastgi, yah malomat ka mawad, ashiyah, yah services; or, (ii) koi zamanat farokht ki yah or durastdgi kisi bhi kaam ki. DALnet kisi bhi kharabi paida hony ki koi zummy dari nahi yah biyan karda kharab karkardgi ki, ghalti, bhool chock, mudakhlat, bijli ka muatil hona yah tabah hona yah koi mudakhlat, khatma, khami, kam karny main dair bhejny mein, mutahid honay wali lina ka kharab hojy. DALnet ka kam karny wala officer k pass ikhtiyar hay DALnet ko bandh karna has kisi qool k liyeh, paish kash, DALnet ka services denay k tauluq ki koi zummay dari nahi hay III. Nafiz in quwaid ki thori si khilaf warzi, jab hadasati, jesa k kafi sary clients connect karna, yah flooding karna, yeh sab aik nerwork operator ko is baray main khabar dar kia ja sakta hay or nateja arzi tor per network sey be dakhal kardia jata hay (/kill) yah electronic mail k zariyeh on-line baat cheet hoti hay. Bar bar duhrany ka amal yah ghalat amal karna jismay bohat ziada ghalat nateeja arzi yah mustaqil tor per network ki rasahi k ikhtiyarat ko nuksan pohnchata jiska khameza (k-line) hay. or ziada kabil dhiyan khalal andazi shamil hay, laikin mehdod nahi ghair manzor shuda nickserv/chanserv k accounts ko istemal karna, Password yah data ko chori, karna duhrana darana, yah ghussay dhamkana waghera shamil hay. or ziada bad anwani k muratib honat per service provider ko bataya ja sakta hay. Darana, jesa k bataya gia hay, shamil hoga, laikin mehdod nahi hoga yeh neechy hay: (*) aik shakhs say rabty ko bar bar duhrana os shakhs ko mehd kia ja sakta in khasiyto k zariyeh (maslan. /ignore or /silence). (*) Network k zaraey ko istemal karna ( aik Kamry ko bahir sey dekha ja sakta hay maslan a /topic) ,aib lagana, or kisi shakhs ko khawar karna. (*) Bhejna, baghair mutaiyan, aik shakhs k zati ikhitiyara ki shanakht yah oski zati malomat hasil karna. Misalain yeh hain: Real Name, Phone Number, Address, Social Security Number, Bank Accounts Numbers, Credit Card Numbers waghera ... [Note: Kamry ki banawat aik saholat hay jo k tashweesg bhi banti hay jesa k wazaht oper dee gaiue hay.] Jabky aik "k-line" hasil karna, shakhs ko notice hota k woh mazeed rasahi hasil nahi kar sakta DALnet say. Kisi pabandi ko dhoka dena to shakhs ko kline@dal.net is per email k zariyeh rabta karna chahiyeh jo dhokay baz ko ko khatam kia jata hay or dobara say ikhtiyar dia jata hay nizam ko istemal karny k lieyh. DALnet har shakhs ko ijazat deta apni services ko istemal karny ki aik bilkul muft tafree k tor per. baharhal, DALnet mashq kary ga apny haq ki logo ko khatam karny mein oski apni marzi k tehat, jab yeh mehsosh karta hay aik faida mand tafree denay main. TYaha waqt hay jab aik chorhny wala chorhta hay rasahi ki mehdod taqazy ko aik ISP say. DALney aik asar peda karta hay kisi mutasir ISP k saath saath kam karny mein. DALnet ki nakami ki mashaq yah kisi haq ko jari karny meint yah AUP k mahiyah dast`e`kash honay walay ko tashkeel denay yah kisi haq ka zummay dar nahi hoga. His`sa 2 Tareef: aik "account" kisi bhi DALnet's services ka ho (Nickserv, Chanserv, MemoServ etc) data kehlata hay androni services jo k jo banaya jata hay os shakh k muntakhib kiyeh urfi`naam yah kamry k. aik "account" sey rasahi is akhz karna jo k zahir hoti hay shakh k address yah diyeh gay password ki pehchan k liyeh. jabky aik account ko banana, shakhs ko pori chooth hoti hay apnay acount/password ko raz dari say kaam lenay ki. aap apnay tumama accounts k liyeh khud khud zumay dar ho. Amal karna jo policy ko nuksan puhnchay, lekin mehdod na ho, yeh sargarmiyan neechay fehrist main hain. * Ghair manzorshuda nickserv/chanserv k account ki rasahi. * DALnet ko istemal karna ghair manzorshuda rasahi ko hasil karna kisi computer say. * kisi ghair manzorshuda servers sey network k sath connect hona. * ghair manzorshuda say data ki hifazat ki bina par dhoka dena hifazti intezam main kisi ka leek hona. Yeh shamil hota hay banany yah programs ko chalany jo banay gay ho hifazti ikdam k leek ko shanakht karna yah mehfoz data per ilzam lagana. * jan`na yah ahtiyat aik kirdar ada karna jo k mudakhlat karay computer k operations mein, servers, yah DALnet k kaam main. * jan`na yah aihtiyat baratna kisi program ko chalany mein jo tabah hosakta ho ziada load ki jagah server per istemal yah network per. Yeh shamil hay, laikin mehdod nahi, saro ko dawat deta, bohat sary pegham behgna, or programs jo jana jay floodbots or clonebots. * aik khudkar client sey connect hona (bot, fserv, etc..) DALnet server per baghair ikhitiyar liyeh server's administration k. * DALnet ko istemal karna jesa k ishteharat dena yah chezon ko bechna or selling a product, mali tawan hasil karny k liyeh, baghair DALnet administration say manzor karay. * aik shakhs ka shanakht kabol karna yah machine main aik electronic rabta ki. * bay sharmi dikhana, kamena pan, yah jinsi tor per image dena yah text per public k kamry mein karna baghair kisi kamry k opertaor ki marzi k. * Jan bojh kar duhrana or mawad ko bhejna yeh aik asar liyeh jata hy kisi shakhs ko darana "flooding" k zariyeh unhay. * kisi dosray say rabta jorna or oski nigehdasht karna rabty k liyeh, yah parhna, copy karna, tabdeeli karna, yah khatam karna koi sa hissa dosry shakhs ka nickserv/chanserv/memoserv k account ko baghair saf saf raza mandi hay malik ki. * Kamra istemal karny ka bunyadi maksad files ko aik jagah say dosri jagah bhaijna hay. in dastawizat k baray koi bhi malomat ko aap rakhty ho,mherabnai say isper rabta karain help@dal.net yah jab online ho, /join #operhelp or pochi DALnet administrator sey rabta karky. _________________________________________________________________ (c) 2001-2003 DALnet IRC Network