DALnet ka Manzor`shuda Tarz`e`amal
v1.1
Aakhri Tarmeem huie Feb 3rd, 2003
His`sa 1
I. Taa`urf
II. Haqoq or Zummy`dariyan
III. Nafiz
His`sa 2
Konsa Amal iss Tarz`e`amal ko Bigarta hay
Deegar Malomaat
His`sa 1
I. Taa`urf
Yeh Manzor`shuda Tarz`e`amal computers or servers ka istemal iss DALnet
Internet Relay Chat Network per, iska chat forums, web pages, or e-mail
services, lekin yeh sab shamil hay mehdod nahi. In zaraey ko istemal
karny walo ko yeh dastawizat ko samajhna or parhna lazmi hay. yeh
dastawizat DALnet ko istemal karny walo, computing hardware or networks,
or system administrators ko mehfoz rakhty hain.
DALnet IRC network sey nata aik ikhtiyar hay, haq nahi. DALnet nay yeh
haqoq rasahi ko namanzor karna apny network say baghair pehlay khabardar
kiyeh or baghair koi wajah diyeh kisi meharbani mein rehty huwy. Jahan
kahin wajah di gaie hay, too yeh di gaie hay DALnet k imtiaz per.
DALnet aik aietdal pasand makaam bana hay yeh mumkin huwa service
providers or raza kar ki imdad say. DALnet say nata chorny k bad yeh
kabool karain k aap mehmaan ho aik zati nizaam per. Aap k akhitiyarat
ko mansookh kia ja sakta kisi bhi waqt or kisi bhi waja say. Iskay
ilawa aap ko kabool karna hay keh DALnet say data ko barqrar rakhny k
liyeh aap k paas koi haq nahi jo aap istemal kar chukay ho.
DALnet nigrani nahi karta mawad ko mosol karna iski services k zariyeh
or aisi wesi koi cheez, durusti ki koi zamanat nahi, raast bazi yah
aisey mawad ki khasosiyat. Aap samajh jaogay issey DALnet ko istemal
karny say, Aap ko tasawur kis jasakta hay os mawad k liyeh jo k nafrat
angaiz ho, bey sharam yah na kabil`e`kabol. Koi zere ahtemam nahi k
DALnet zummy dar ho kisi sorat mein os mawad k liyeh, yehbhi shamil
hay, lekin mehdod nahi, kisi bhool chok yah ghalti, yah phiri kisi
nuksaan yah zummay dari kabol karny ka khasara jo kisi mawad ko post
kia ho, email kia ho, bheja gia ho yah dosry aisy zaraey ko istemal kia
ho jis`sey DALnet ney karamad banaya ho.
DALnet iss AUP ko muqar`ra waqt or services ki halaat per kisi bhi waqt
tabdeel karny ka haq apny pass rakhta hay kisi muqar`ra waqt k lieyh
baghair bataey. Bahar`hal, yeh notice dalnet@dal.net ko bheja jata hay
kamsy kam 10 din pehlay agar koi tabdeeli mumkin ho to. Notice khiyal
behja jat hay jab bheja jata hay.
The DALnet AUP ki tousih k lieyh zery ghor rehti hay. Ham apny logo or
apny apny uhda`daro k khiyalat per ghor karty hain. Ham waqt k sath sath
in dastawizat main tabdeeli karty rahaingy. Aap AUP k zer`e`asar mahtehat
hain jab aap DALnet ki services ko istemal karty ho, or AUP ki har aik
islah jo k ba`asar ban sakti hay bad mein anay walo k liyeh. DALnet AUP
k iss tarjamy ko pehlay tarjamo per tajeh hasil hay.
AUP ki yeh takhlik, banawat, or kar`kardgi k ma`einy california k qanon
say mutabqat rakhti hay. Agar AUP ki farahmi bey parwaie yah osper
amal`daramad na ho too, AUP ka pas`e`mainda iskay baad bhi pori taqat or
asar`andaz say baqi rahy ga. Agar AUP ki farahmi bey parwaie yah osper
amal`daramad na ho kisi makhsos shar`rah k saath to, AUP ka pas`e`mainda
iskay baad bhi pori taqat or asar`andaz say baqi rahy ga baki tumam
shar`rah mein.
II. Haqoq or Zummy`dariyan
yeh network rasahi dey sakta hay kisi mukami zar`aey ko jesa ka yeh kabliyat
rakhta hay dosray logo say rabta karny ki. kuch khuli rasahi aik ikhtiyar or
taqazy jo zati logo k amal ki zum`my dari hoti hay. Logo ko dosray logo k
haqoq ka khiyal karna chahiyeh, nizam or maadi zar`aey, or tumam zabton, or
tumam ahsanat ki izzat karni chaiyeh. jesa ka electronic ki malomat tezi say
or asani say peda ho rahi hay too logo iski illam ki mashq karni chahiyeh or
dosro k kaam ki izzat karna lazmi hota hay. DALnet khuly aam paish kadmi
karyga kisi agency k manzorshuda qanon jinhain woh lazim karny ki koshish
karny walo k saath.
DALnet ko istemal karty huwy, aap razi hon DALnet ki masomiyat k sath, yeh
zar`aey diyeh gay hain, officers, operators, administrators, or dosry agents
kahin say or tumam mutalmat, keemto, akhrajat, nigehdash, amal ki wajah,
qanoni fees, mukadmat or court ki keemtain, kisi hamiyat ka DALnet ka kisi
sorat mein istemal karny, chahy bara`ehrast yah ba wasta yah kisi ammal yah
bhol chok ka nateeja hota hay.
Aap hi aik wahid zummy dar ho ilam k liyeh or kisi bhi istaklal or tumam
qanon k liyeh, khas qanon, quwaid or zabty nisbat rakhti hay (1) aap ka
DALnet ki kisi service istemal, (2) rabty ka ka matlab jissey aap mutahid
hoty ho, zati computer yah dosri device DALnet services say naty k liyeh
yah kisi mahiyah ki gaie service k zariyeh or DALnet say connect hona, or
(3) muqami DALnet server jissay aap zahri connect hoty ho yah hawala jat
din k pegham ka (/motd).
Tumharay haqoq yeh bhejny k liyah kabol nahi hay, muqarar, hissay dar,
becha huwa, yah khudsey kisi or ko istemal karwana.
DALnet k pass haq hay tumamt data ko khatam karny ka, yah dosri malomat
jo kisi bhi DALnet officer k zariyeh jamah ki gaie ho yah aap ka urfinaam
yah kamry ka indraj jo khud apsey ho yah DALnet say ho.
koi gzamanat nahi jo malomat DALnet main banie hon, services yah ashiyah
jo isi k zariyeh de hon, nata mein, yah aap k apny computer systems mein
khudsey ho, yah DALnet mein chalay ja raha ho yah dosri koi services jo
DALnet nay de ho. DALnet main koi bhi dawa or zamant ko mustarid kar sakta
hay, baghair kisi hadod k shamil hay (i) mojodgi koi bhi kisi kisam ki
zamanta nahi, durastgi, yah malomat ka mawad, ashiyah, yah services; or,
(ii) koi zamanat farokht ki yah or durastdgi kisi bhi kaam ki.
DALnet kisi bhi kharabi paida hony ki koi zummy dari nahi yah biyan karda
kharab karkardgi ki, ghalti, bhool chock, mudakhlat, bijli ka muatil hona
yah tabah hona yah koi mudakhlat, khatma, khami, kam karny main dair bhejny
mein, mutahid honay wali lina ka kharab hojy.
DALnet ka kam karny wala officer k pass ikhtiyar hay DALnet ko bandh karna
has kisi qool k liyeh, paish kash, DALnet ka services denay k tauluq ki koi
zummay dari nahi hay
III. Nafiz
in quwaid ki thori si khilaf warzi, jab hadasati, jesa k kafi sary clients
connect karna, yah flooding karna, yeh sab aik nerwork operator ko is baray
main khabar dar kia ja sakta hay or nateja arzi tor per network sey be
dakhal kardia jata hay (/kill) yah electronic mail k zariyeh on-line baat
cheet hoti hay.
Bar bar duhrany ka amal yah ghalat amal karna jismay bohat ziada ghalat
nateeja arzi yah mustaqil tor per network ki rasahi k ikhtiyarat ko nuksan
pohnchata jiska khameza (k-line) hay. or ziada kabil dhiyan khalal andazi
shamil hay, laikin mehdod nahi ghair manzor shuda nickserv/chanserv k
accounts ko istemal karna, Password yah data ko chori, karna duhrana darana,
yah ghussay dhamkana waghera shamil hay. or ziada bad anwani k muratib honat
per service provider ko bataya ja sakta hay.
Darana, jesa k bataya gia hay, shamil hoga, laikin mehdod nahi hoga yeh
neechy hay:
(*) aik shakhs say rabty ko bar bar duhrana os shakhs ko mehd kia ja sakta
in khasiyto k zariyeh (maslan. /ignore or /silence).
(*) Network k zaraey ko istemal karna ( aik Kamry ko bahir sey dekha ja
sakta hay maslan a /topic) ,aib lagana, or kisi shakhs ko khawar karna.
(*) Bhejna, baghair mutaiyan, aik shakhs k zati ikhitiyara ki shanakht yah
oski zati malomat hasil karna. Misalain yeh hain: Real Name, Phone Number,
Address, Social Security Number, Bank Accounts Numbers, Credit Card
Numbers waghera ...
[Note: Kamry ki banawat aik saholat hay jo k tashweesg bhi banti hay jesa k
wazaht oper dee gaiue hay.]
Jabky aik "k-line" hasil karna, shakhs ko notice hota k woh mazeed rasahi
hasil nahi kar sakta DALnet say. Kisi pabandi ko dhoka dena to shakhs ko
kline@dal.net is per email k zariyeh rabta karna chahiyeh jo dhokay baz ko
ko khatam kia jata hay or dobara say ikhtiyar dia jata hay nizam ko istemal
karny k lieyh.
DALnet har shakhs ko ijazat deta apni services ko istemal karny ki aik
bilkul muft tafree k tor per. baharhal, DALnet mashq kary ga apny haq ki
logo ko khatam karny mein oski apni marzi k tehat, jab yeh mehsosh karta
hay aik faida mand tafree denay main. TYaha waqt hay jab aik chorhny wala
chorhta hay rasahi ki mehdod taqazy ko aik ISP say. DALney aik asar peda
karta hay kisi mutasir ISP k saath saath kam karny mein.
DALnet ki nakami ki mashaq yah kisi haq ko jari karny meint yah AUP k
mahiyah dast`e`kash honay walay ko tashkeel denay yah kisi haq ka zummay
dar nahi hoga.
His`sa 2
Tareef: aik "account" kisi bhi DALnet's services ka ho (Nickserv,
Chanserv, MemoServ etc) data kehlata hay androni services jo k jo
banaya jata hay os shakh k muntakhib kiyeh urfi`naam yah kamry k.
aik "account" sey rasahi is akhz karna jo k zahir hoti hay shakh
k address yah diyeh gay password ki pehchan k liyeh. jabky aik account
ko banana, shakhs ko pori chooth hoti hay apnay acount/password ko raz
dari say kaam lenay ki. aap apnay tumama accounts k liyeh khud khud
zumay dar ho.
Amal karna jo policy ko nuksan puhnchay, lekin mehdod na ho, yeh
sargarmiyan neechay fehrist main hain.
* Ghair manzorshuda nickserv/chanserv k account ki rasahi.
* DALnet ko istemal karna ghair manzorshuda rasahi ko hasil karna kisi
computer say.
* kisi ghair manzorshuda servers sey network k sath connect hona.
* ghair manzorshuda say data ki hifazat ki bina par dhoka dena hifazti
intezam main kisi ka leek hona. Yeh shamil hota hay banany yah
programs ko chalany jo banay gay ho hifazti ikdam k leek ko shanakht
karna yah mehfoz data per ilzam lagana.
* jan`na yah ahtiyat aik kirdar ada karna jo k mudakhlat karay computer
k operations mein, servers, yah DALnet k kaam main.
* jan`na yah aihtiyat baratna kisi program ko chalany mein jo tabah
hosakta ho ziada load ki jagah server per istemal yah network per.
Yeh shamil hay, laikin mehdod nahi, saro ko dawat deta, bohat sary
pegham behgna, or programs jo jana jay floodbots or clonebots.
* aik khudkar client sey connect hona (bot, fserv, etc..) DALnet server
per baghair ikhitiyar liyeh server's administration k.
* DALnet ko istemal karna jesa k ishteharat dena yah chezon ko bechna or
selling a product, mali tawan hasil karny k liyeh, baghair DALnet
administration say manzor karay.
* aik shakhs ka shanakht kabol karna yah machine main aik electronic
rabta ki.
* bay sharmi dikhana, kamena pan, yah jinsi tor per image dena yah text
per public k kamry mein karna baghair kisi kamry k opertaor ki marzi k.
* Jan bojh kar duhrana or mawad ko bhejna yeh aik asar liyeh jata hy kisi
shakhs ko darana "flooding" k zariyeh unhay.
* kisi dosray say rabta jorna or oski nigehdasht karna rabty k liyeh, yah
parhna, copy karna, tabdeeli karna, yah khatam karna koi sa hissa dosry
shakhs ka nickserv/chanserv/memoserv k account ko baghair saf saf raza
mandi hay malik ki.
* Kamra istemal karny ka bunyadi maksad files ko aik jagah say dosri jagah
bhaijna hay.
in dastawizat k baray koi bhi malomat ko aap rakhty ho,mherabnai say isper
rabta karain help@dal.net yah jab online ho, /join #operhelp or pochi DALnet
administrator sey rabta karky.
_________________________________________________________________
(c) 2001-2003 DALnet IRC Network
|